Roman script

chehra hasi kya hai ada teri ada pe dil hai fida

hame dekh ke yaar jamana gayega bas ye gaana

ek hasina ek deewana ek hasina ek deewana

teri talash me deewana ho gaya

main apne aap se anjana ho gaya

meri talash me tum mujhme kho gaye

achchha hua jo tum yu pagal ho gaye

jab aashiq ho mastana banta hai tabhi fasana

jab aashiq ho mastana banta hai tabhi fasana

ek hasina ek deewana ek hasina ek deewana

chehra hasi kya hai ada teri ada pe dil hai fida

hame dekh ke yaar jamana gayega bas ye gaana

hame dekh ke yaar jamana gayega bas ye gaana

ek hasina ek deewana ek hasina ek deewana

tumse yu milte hi ye dil gabrata hai

phir bhi mohabbat me maja kyun aata hai

sidhi si baat hai jaga armaan hai

main bhi jawab hu tu bhi jawan hai

main sikhu tujhe churana tum sikho mujhe churana

ek hasina ek diwana ek hasina ek diwana

you are my jaan i am your jaan

pyar me pagal hote hai sab 

hame dekh ke yaar jamana gayega bas ye gana

hame dekh ke yaar jamana gayega bas ye gana

ek hasina ek deewana ek hasina ek deewana 

ek hasina ek deewana

Explore this song