Roman script

ek haseen lakhon mein usake lakhon deewane 

ek haseen lakhon mein usake lakhon deewane 

dur dur se aaye dil ka haal sunane

yeh hai ji haan husn ka karishma

jina hai chaar din haske jiyenge 

do din ki hai jawani

sare jahan ko apani hasi ki de jaao koyi nishani

aankhon hi aankhon mein milate hai najrane

yeh hai ji haan husn ka karishma 

yeh hai ji haan husn ka karishma 

ek haseen lakhon mein uske lakhon deewane

dur dur se aaye dil ka haal sunane

yeh hai ji haan husn ka karishma

socho na ke har pal hasi ho phir jindagi ka maza hai

le de ke pyar hi dil ki khushi hai 

duniya mein bas aur kya hai

hum hai jahan wahan hai pyar ke hi khajane

yeh hai ji haan husn ka karishma 

yeh hai ji haan husn ka karishma 

ek haseen lakhon mein usake lakhon deewane

dur dur se aaye dil ka haal sunane

yeh hai ji haan husn ka karishma

Explore this song