Roman script

ek haqeeqat tum lagte ho

ek fasaana chand lage

taaja taaja roop tumhaara

kitna puraana chaand lage

kitna puraana chaand lage

pehle pehl jab dekha tumko

jab tumko najaron ne chhua

pehle pehl jab dekha tumko

jab tumko najron ne chhua

armaano ke pankh lage aur 

chup si hui meri ye jubaan

ab apni kya baat kahun

ab apni kya baat kahun

mujhko deewaana chand lage

taaja taaja roop tumhaara

kitna puraana chaand lage

kitna puraana chaand lage

main kya thi kuchh bhi to nahi thi

tum jo nahi the mere paas

main kya thi kuchh bhi to nahi thi

tum jo nahi the mere paas

is chehre ki ek jhalak se ho gaya jine ka ehsaas

haan ab ji chaahe chaand se keh du

ab ji chaahe chaand se keh du

mujhko begaana chand lage

taaja taaja roop tumhaara

kitna puraana chaand lage

kitna puraana chaand lage

kitna puraana chaand lage

kitna puraana chaand lage

Explore this song