Roman script

ek hai sab hindustani

ek hai sab hindustani

jo do samjhe jo do samjhe

uski hai ye nadani do

hum sabke do hath hai

hath hai apne sath to

sare apne sath hai tin

aage number tin hai

jhut bada badsurat hai

aur sach bada hasin hai

char char dishao me sab tha

char dishao me sab tha

purab pashchim utar dakshin

unke naam ek do tin char

char ke aage panch hai

phulo me khusabu hai

aag me kya hai aanch hai

chhe ka rup nirala hai

aisa jaisa darwaje ka tala hai

sat sur hai sat gitar me

sare gama padma nisa sane pama nisa rega

sur hai sat gitar me 

sat achambe hai sare sansar me

ath ath baje hai sun aage 

wo achha jo jaldi soye aur jaldi jage

number nau ka hai kahna

number nau ka hai kahna

pas bhalo ke dur buro se tum rahna

das bas bas karo ab so jao

bas karo ab so jao 

mithe mithe sapno me tum kho jao

ek hai sab hindustani

Explore this song