Roman script

ek gum ka din bhi aaya do din ki zindagi me 
barbaad ho gaye hum ae dil hsi hsi me 
ek gum ka din bhi aaya 
aey chand chandani me duniya basaney wale 
aey chand chandani me duniya basaney wale 
luute hai besahare 
luute hai besahare  taaro ki roshani me 
ek gum ka din bhi aaya do din ki zindagi me 
barbaad ho gaye hum ae dil hsi hsi me 
ek gum ka din bhi aaya 
afsane gum ke lakho dalenge hosh wale 
dalenge hosh wale 
muh se nikal gayi hai muh se nikal gayi hai 
ek baat bekhudi me 
ek gum ka din bhi aaya do din ki zindagi me 
barbaad ho gaye hum ae dil hsi hsi me 
ek gum ka din bhi aaya 
itna nahi ke dil dharas bandhaye koi 
dharas bandhaye koi dharas bandhaye koi 
jhuthi tasliya thi jhuthi tasliya thi 
kafi hai bekasi me 
ek gum ka din bhi aaya do din ki zindagi me 
barbaad ho gaye hum a dil hsi hsi me 
ek gum ka din bhi aaya

Song details

Song video

Watch on YouTube