Roman script

hey sunata hu mazra ek aashiq adhed avval majnu ka

jo karta tha dawa ek jimedar bap hone ka

huya ye ki ek din usne socha ki apne bete  

ki shadi khana aabadi karwa du 

ki bin ma ke bache ki ye bhi

tamana jald se jald puri karwa du

ek din banthan ke matwala wo dilwala nikla sher karne ko 

mil gayi nadiya kinare machhuo ki 

rani jo aayi thi paniya bharne ko 

phir kya huya hey salo what happend

dono ke nain mile haye dilo ke gate khule haye

pyar ki bate huyi haye aur mulakate huyi haye 

ishq ke chkarle ko haye bana ghanchkar wo to haye

jalaya khud ka chulha banna chaha khud dulha

sari duniya ko bhula shohrat ijat ko bhula

jimedar ko bhula bete ki shadi ko bhula

ek gabru arey gabru buddhu ko dekho  

pyar ho gaya ek gabru buddhu ko dekho

pyar ho gaya dhalti jawaniya me pyar ho gaya haye haye 

dhalti jawaniya me kya hal ho gaya 

haye haye dhalti jawaniya me kya hal ho gaya 

ek gabru buddhu ko dekho pyar ho gaya

jaga budhapa aur soyi jawani jaga budhapa aur soyi jawani 

dil me baitha li ek dilbar jani ek machhuo ki rani wo to rani

ka diwana mastana ho gaya

wo to rani ka diwana mastana ho gaya

ek gabru buddhu ko dekho pyar ho gaya

haye haye dalti jawaniya me kya hal ho gaya 

ishq me ban gaya akal ka andha

suja nahi haye use duja koi dhandha

andha re andha arey banda re banda

arey andha hu re mohabbat me banda

ishq me ban gaya akal ka andha

suja nahi haye use duja koi dhandha

wo to wo to ishq ke akhade ka phalwan ho gaya

wo to ishq ke akhade ka phalwan ho gaya

ek gabru buddhu ko dekho pyar ho gaya

haye haye dalti jawaniya me kya hal ho gaya 

haye aage na dekha aur pichhe bhi na dekha

upar na dekha aur niche bhi na dekha

aage na dekha aur pichhe bhi na dekha

upar na dekha aur niche bhi na dekha

uske sare kunbe ka bantadhar ho gaya

uske sare kunbe ka bantadhar ho gaya

ek gabru buddhu ko dekho pyar ho gaya

haye haye dalti jawaniya me kya hal ho gaya

Explore this song