Roman script

ek ek ankh teri
ek ek ankh teri sawa sawa lakh di
kali kali ankhiyo me bijli chamakti
ye julfe hai o ye julfe hai badal kale
mere dil pe barsane wale 
tikhe tikhe balma ne 
tikhe tikhe balma ne dekha hans hans ke 
pyar wala jal tha nigahe gayi fas re
na aur koi haye na aur koi mujhko chura le
mujhe rakhna laga ke tale
lal lal gal pe jo dekh liya til re 
gore gore kadmo me phenk diya dil re
hans ke utha lungi pyar wala dil re
meri hi ye chij thi jo mujhe gayi mil re
hans ke utha lungi pyar wala dil re
meri hi ye chij thi jo mujhe gayi mil re
mujhe gayi mil re
ek ek ankh teri sawa sawa lakh di
kali kali ankhiyo me bijli chamakti
ye julfe hai o ye julfe hai badal kale
mere dil pe barsane wale
duniya me aashiqo ka pehla ye asul hai  
aashiqi me duniya se darna fijul hai
mang ka sindur tere charno ki dhul hai
tere liye marna bhi mujhko kabul hai
mang ka sindur tere charno ki dhul hai
tere liye marna bhi mujhko kabul hai
mujhko kabul hai
khet dhan ke raja chori chori milne aaja 
khet dhan ke raja chori chori milne aaja 
khet dhan ke raja chori chori milne aaja   
khet dhan ke raja chori chori milne aaja

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle