Roman script

ding dong ding, ding dong ding dong ding dong

ding dong ding, ding dong ding dong ding dong

ding dong ding, ding dong ding dong ding dong

ding dong ding, ding dong ding dong ding dong

ek do tin chaar panch chhe saat aath nau

dus gyarah baarah terah

ek do tin chaar panch chhe saat aath nau

dus gyarah baarah terah

tera karu, tera karu din gin gin ke intjaar

aaja sanam aayi bahaar

tera karu, din gin gin ke intjaar

aaja sanam aayi bahaar

ek do tin chaar panch chhe saat aath nau

dus gyarah baarah terah

ek do tin chaar panch chhe saat aath nau

dus gyarah baarah terah

chaudah ko jab maine kahlaya tha 

chaudah ko jab maine kahlaya tha 

pandrah ko aaunga, main aaya tha

pandrah ko parde se nikli na tu

tujhko na paake main ghabraya tha

solaah ko bhi, solaah ko bhi

subah se tha bekarar aaja sanam aayi bahaar

tera karu, din gin gin ke intejaar

aaja sanam aayi bahaar

ek do tin chaar panch chhe saat aath nau

dus gyarah baarah terah

satrah ko soya nahi raat bhar

atharah ko bhi tu na aayi najar

unnis ko mai dewaana hua

bis ko ghar se rawana hua galiyo me, galiyo me 

gunje diwaane ki pukaar aaja sanam aayi bahaar

tera karu, din gin gin ke intejaar

aaja sanam aayi bahaar

ek do tin chaar panch chhe saat aath nau

dus gyarah baarah teraah

ikkis ko aayi na baais ko tu

jab na mili teis, chaubis ko tu 

pacchis ko samjhaya sabne mujhe

mat jaan de dena chhabbis ko

duniya me bas, duniya me bas

din hai mere aur chaar aaja sanam aayi bahaar

tera karu, din gin gin ke intejaar

aaja sanam aayi bahaar

ek do tin chaar panch chhe saat aath nau

dus gyarah baarah terah

din lage hafte, re hafte mahine mahine lagte saal

aake jara tu dekh to le kya huwa hai mera haal

diwaana dar dar, main firta hu na jeeta hu, na main marta hu

tanhaayi ki raate sahta hu aaja aaja, aaja aaja aaja

aaja ke din ginta rehta hu

ek do tin chaar panch chhe saat aath nau

dus gyarah baarah terah

ek do tin chaar panch chhe saat aath nau

dus gyarah baarah terah

tera karu, din gin gin ke intejaar

aaja sanam aayi bahaar

ek do tin chaar panch chhah saat aath nau

dus gyarah baarah teraah

Explore this song