Roman script

ek divaani ladki ne ishaara kar diya

ek baar kar ke phir dobaara kar diya

ek divaani ladki ne ishaara kar diya

ek baar kar ke phir dobaara kar diya

dekhte hi usko mujhko jaane kyu laga

maine pehle pehle pyaar ka najaara kar liya

ek divaane ladke ne ishaara kar diya

ek baar karke phir dobaara kar diya

dekhte hi usko mujhko jaane kyu laga

maine pehle pehle pyaar ka najaara kar liya

unko dekha aur ek nasha sa hamko ho gaya

kya hua divaangi me dil agar ye kho gaya

bekaraari badh rahi, chain ek pal nahi

dil mera bhi keh raha hai dol jaa sambhal nahi

hamne dil ye aaj se tumhaara kar diya

hamne dil ye aaj se tumhaara kar diya

dekhte hi usko mujhko jaane kyu laga

maine pehle pehle pyaar ka najaara kar liya

dil ki dhadkano me tere chaahto kaa shor hain

dil to dil hai dilruba dil pe kis ka jor hai

ham fida hai tum pe, aao pass aake dekh lo

tum bhi jaane jaana hamko aajama ke dekh lo

aetbaar hamne tumhaara kar liya

aetbaar hamne tumhaara kar liya

dekhte hi usko mujhko jaane kyu laga

maine pehle pehle pyaar ka najaara kar liya

ek divaane ladke ne ishaara kar diya

ek baar karke phir dobaara kar diya

dekhte hi usko mujhko jaane kyu laga

maine pehle pehle pyaar ka najaara kar liya

Explore this song