Roman script
ek diwana hai ek diwani hai ye un dono ki prem kahani hai dil me junun kuch itna jyada hai ik duje ko bas pane ka irada hai pyar hota hai jise koi roke na use pyar hota hai jise koi roke na use zakhm diwane ko itne mile hai saathi ik saans zindagi ki bhi na rahi thi baaki phir bhi dekho wo laut ke aayaa hai pyar ne tere isko wapas bulaya hai khinch laya tera pyar aaya dekho apna yaar khinch laya tera pyar aaya dekho apna yaar vada wo apna nibhane main aaya hu duniya ke samne kahne ye aaya hu maine dil tujhko diya ha tune kah diya ab jeet jaunga chahe zamane ko dushman banaunga ha tune kah diya ab jeet jaunga chahe zamane ko dushman banaunga dushman zamana hai par tujhko pana hai dushman zamana hai par tujhko pana hai
Song details
- Singer: Daboo Malik
- Singer: Jordy
- Singer: Nayan
- Singer: Pankaj
- Film / album: Maine Dil Tujhko Diya (2002)
- Composer: Daboo Malik
- Lyricist: Salim Bijanauri
- Actor: Sohail Khan
- Actor: Sameera Reddy
- Actor: Kabir Bedi
- Actor: Neeraj Vora
- Actor: Sanjay Dutt
- Actor: Rajpal Yadav
- Actor: Dalip Tahil
- Actor: Sarfaraz Khan
- Actor: Aasif Sheikh
- Actor: Archana Puran Singh
- Actor: Vikas Sharma
- Actor: Bobby Darling
- Actor: Eijaz Khan
singer: Daboo Malik, Jordy, Nayan, Pankaj
actor: Sanjay Dutt, Sohail Khan, Sameera Reddy