Roman script

ek din tumne kaha tha ji

hum tumhare aur tum humare

aur hum tumhare

ek din tumne kaha tha ji

hum tumhare aur tum humare

aur hum tumhare

bhul gaye sab baate apni

bhul gaye sab baate apni

kaha gaye wo vaade tumhare ji

vaade tumhare ji, vade tumhare

ek din tumne kaha tha ji

hum tumhare aur tum humare

aur hum tumhare

chandani raato me jo 

tumne humne mahal banaya tha 

jo mahal banaya tha

chand sitaro se jise humne tumne sajaya tha

ja ha sajaya tha

us din tumne ye kaha tha

us din tumne ye kaha tha

tum ho humari rani

hum hai raja tumhare

raja tumhare ji raja tumhare

ek din tumne kaha tha ji

hum tumhare aur tum humare

aur hum tumhare

wo pyari pyari mithi mithi baate kaha gayi

baate kaha gayi

wo din sunhare, suhani raate kaha gayi

raate kaha gayi

hum to apna ghar chhod aaye the

tere sahare ji tere sahare ji 

tere sahare

ek din tumne kaha tha ji

hum tumhare aur tum humare

aur hum tumhare

ab to biti baate piya yaad na karo

yaad na karo

ab to bhul humari raja maaf bhi karo

maaf bhi karo

hum to jiyenge ji hum to marenge ji 

sath tumhare ji sath tumhare

ek din tumne kaha tha ji

hum tumhare aur tum humare

aur hum tumhare

Explore this song