Roman script

ek din pahle bhi aaya tha

aaya tha yahi tufan

aaya tha yahi tufan

?

so gaye the mere sab arma

aaj phir chhede hai kisne

dil ki khamoshiyo ke taar

kaun karta hai kisi ka intzaar intzaar 

khidkiyo ke paar sahmi si

khidkiyo ke paar sahmi si

kahdi hai raat kyu

jami ke daman pe bikhri

yu agar barsat kyun

kya koi, kya koi

aayi jo darwaze pe dene ko pukar

kaun karta hai

mere armano ki aankhe

aaj kaise nam huyi, nam huyi

kiski saanse hai hawa me

jo meri humdam huyi

dil ki ye bechain dhadkan

kyu bani hai hahakaar

kaun karta hai kisi ka intzaar intzaar

jayega tufan kab aur kab khilegi chandni

jayega tufan kab aur kab khilegi chandni

kya andhere dhrenge phir se bhut ki  kiran

kis de puchhu, kis de puchhu

kyu hua hai aaj ye dil bekarar

kaun karta hai kisi ka intzaar intzaar

Explore this song