Roman script

ek din me sau baar karti hu ek din me sau baar karti hu

mai daddy se pyar karti hu

mai daddy se pyar karti hu

o mere baap mai daddy ke naam se darta hu

mai daddy ke naam se darta hu

mai mummy se pyar karta hu

mai mummy se pyar karta hu

ham haste hai to hasti hai mummy aisi hoti hai

ham rote hai to roti hai mummy aisi hoti hai

vo kante pe chalte hai aur ham phulo pe sote

daddy aise hote hai are daddy aise hote hai

subah kaam pe jate hai sham ko vasap aate hai

paise khub kamate hai khel khilone late hai

unka intjhar karti hu 

mai daddy se pyar karti hu

mai daddy se pyar karti hu

ye na do vo na do ye na do vo na do

bas mummy ke muh se nikalta

daddy se ghar chalta hai daddy se ghar chalta hai

ghar kis se chalta hai daddy se ghar chalta hai

daddy ko maalum nahi hai 

daddy ko maalum nahi hai

kaise chulha jalta hai mummy se ghar chalta hai

mummy se ghar chalta hai subah jaag jati hai

ham sab ko jagati hai ruto ko manati hai

roto ko hasati hai jai maa jai jai kaar

mai maa ki jay kar karta hu

mai mummy se pyar karta hu

mai mummy se pyar karta hu

kiski beti hai tu mai kah deti hoon

mai daddy ki beti hoon mai daddy ki beti hoon

koi puche na puche mai kah deta hu

mai mummy ka beta hu mai mummy ka beta hu

are juthe sekh rahne de rok na mujhe kehne se

mummy se kya pyara hai daddy se jag sara hai

mummy se kya acha hai

are chhod abhi tu bacha hai

bacha baji marega ja re ja tu harega

sach bata tere daddy kaise hai

bilkul mummy jaise hai bilkul mummy jaise hai

dekha tu haar gaya khali tera vaar gaya

mai yu hi takrar karta hu

mai hu yu hi takrar karti hu

ham yu hi takrar karte hai

ham mummy daddy se pyar karte hai

ham yu hi takrar karte hai

ham mummy daddy se pyar karte hai

Explore this song