Roman script

teri aankhein abb hongi na kabhi nam

tu jo dekh le toh bhula doon main saare ghum

tu jo chaahe toh badlega mausam

yeh jo pal hain inhein khushiyon se bhar lo tum

woh bitein din unhein yaad phir se kar lo tum

tu jo chaahe toh badlega mausam, ke dil tu rona nahi

yeh khwaab adhure nahi, yeh armaan saaye tere honge poore kabhi

ek din aayega tu yun gaayega aa aa aah

rona nahi, rona nahi, rona nahi, rona nahi, 

khwaab adhure nahi, dil tu rona nahi, ke dil tu rona nahi

yeh khwaab adhure nahi, yeh armaan saaye tere, honge pure kabhi

ek din aayega tu yun gaayega aa aa aah

dil tu rona nahin, khwaab adhure nahi

dil tu rona nahin, khwaab adhure nahi

ek din aayega ho ho

Explore this song