Roman script

mai manau bhala kis tarah aapko

mere ruthe huye meharba aap hai

husn ki kali jis chaman me khili

us chaman ki aji ba adab hai

ek din aap ko yaad kiye magar

aaj bhuli huyi kahani hai ye

ek din aap ko yaad kiye magar

aaj bhuli huyi kahani hai ye

aaj ki raat ho aap aur hum mile

aaj ki mulakat kitni purani hai ye

ek din aap ko yad kiye magar

aaj bhuli huyi kahani hai ye

ek din apko

aap sayad aaj mujhe pahchan le

aap sayad aaj mujhe pahchan le

aap ki bhool se ek taqdir ho

aapka rang hai aapka rup hai

aapki hi banayi mai tasvir hu

mere hak pe koi dam hai to koi, di huyi ek nishani hu

mere hak pe koi dam hai to koi, di huyi ek nishani hu

ek din aapko

mai jab paida huyi thi sharifo ke ghar

mai jab paida huyi thi sharifo ke ghar

is sharafat ko iljam kisne diya

neki aur sulah me banda kar gayi mujhe

neki aur sulah me banda kar gayi mujhe

ye tavayat ka naam kisne diya

vo maharaba kahi aap hi to nahi

jis maharba ki maharbani hai ye

vo maharaba kahi aap hi to nahi

jis maharbaa ki maharbani hai ye

ek din apko

Explore this song