Roman script

ek dhun sunau pyar ki pyar ki

dhadkan jagaao pyar ki

ek dhun sunau pyar ki pyar ki

dhadkan jagaao pyar ki

main tere isharo pe nachu jaha ko bhulkar

rahe bekhudi ka ye aalam dil mein umar bhar

ek dhun sunau pyar ki pyar ki pyar ki 

ghungharu chhanke teredam se ho gaya hai yakin

bin tere kuch nahi 

chume dharti pag jo tere saikdo gul khile

saj gayi manjile

surila hai ye sath apna sargam ki tarah

ek tujhe hai dil mein rahna dhadkan ki tarah

ek dhun sunau pyar ki pyar ki pyar ki

dil mein dil ki bate sunne ban gayi dasta

jhum utha aasman 

ab na chhute tera o daaman tu mera mit hai 

kya hasin preet hai 

tarana koi gungunao ho jaau main magan 

main sara jamana bichha du tere kadamo pe sanam 

ek dhun sunau pyar ki pyar ki pyar ki

dhadkan jagao pyar ki 

main tere isharo pe nachu jaha ko bhulkar

rahe bekhudi ka ye aalam dil mein umar bhar

ek dhun sunau pyar ki pyar ki pyar ki

pyar ki pyar ki pyar ki

ek dhun sunau pyar ki pyar ki pyar ki

Explore this song