Roman script

pyar ki pehli wo nazar har duaao ka wo asar 

pyar ki pehli wo nazar har duaao ka wo asar 

bhig jaye sanse bhi maujo ki aisi wo lahar 

lahro ki jawani kamsin si haay kamsin si 

ek diwani kamsin si ek jawani kamsin si 

bholi si nazuk si uski kahani kamsin si 

ek diwani kamsin si 

uff ke rukhsar ki wo laali 

falak ke mathe ki hai wo bindiya 

uff ke rukhsar ki wo laali 

falak ke mathe ki hai wo bindiya 

mahandi mausam ke hatho ki 

chand pe aankho ki nindiya 

raat ki aisi rani kamsin si kamsin si 

ek diwani kamsin si ek jawani kamsin si 

bholi si nazuk si uski kahani kamsin si 

ek diwani kamsin si

Explore this song