Roman script

ek daur naya duniya me shuru bacho ke kadam se hoga

badnam ho jisse desh apna wo kam na humse hoga

ye ram aur shri krishan ki dharti dharti budh mahan ki

dharti budh mahan ki jug jug se is mitti ne 

agwahi ki insan ki agwahi ki insan ki

ye desh hai arjun bhim ka raana partap se vir ka

kuch kar ke dikhayenge kuch kar ke dikhayenge

hum bhi kuch apne bhi dam se hoga

badnam ho jisse desh apna wo kam na humse hoga

yaha tulsi sur kabir aur meera amar tarane ga gaye

amar tarane ga gaye kalidas aur kavi vidhya 

kati amrit ras barsa gaye amrit ras barsa gaye

ye janam bhumi tagore ki sab kaviyo me sirmor ki

kuch kar ke dikhayenge kuch kar ke dikhayenge

hum bhi kuch apne bhi dam se hoga

badnam ho jisse desh apna wo kam na humse hoga

yaha lala lazpatraye ne uthkar dushman ko lalkara tha

dushman ko lalkara tha mard maratha tilak yahi par 

singh saman dahaada tha singh saman dahaada tha

aaye subhas aaye gandhi chali desh prem ki ek aandhi

kuch kar ke dikhayenge kuch kar ke dikhayenge

hum bhi kuch apne bhi dam se hoga

badnam ho jisse desh apna wo kam na humse hoga

ek daur naya duniya me shuru bacho ke kadam se hoga

badnam ho jisse desh apna wo kam na humse hoga

Explore this song