Roman script

sab vyapar hai kaarobar hai

mauka hai saamne tu bhi taiyar hai

tere aage mehal aalishan hain

bas darwaze pe ek darbaan hai

ek darbaan hai ek darbaan hai

baadshah sadhkon ka tu

sadkein hi teri taqdir hai

dakhila unche makanon mein

kuch thekedaron ki jaagir hai

ek annar hai sau beemar hain

is kusoor pe chalta bazaar hai

tere aage mehal aalishan hain

bas darwaze pe ek darbaan hai

ek darbaan hai ek darbaan hai

baadshah sadkon ka tu

sadkein hi teri taqdeer hai

dakhila unche makanon mein

kuch thekedaron ki jagir hai.

Explore this song