Roman script

o o aa aa o o aa aa 

ek chitthi o ek chitthi mili mujhe pyaar ki 

jisme khushbu basi hain mere yaar ki 

jisme khushbu basi hain mere yaar ki 

ek chitthi  mili mujhe pyaar ki 

jisme khushbu basi hain mere yaar ki 

jisme khushbu basi hain mere yaar ki 

ho la la ho la la ho la la 

khil uthi aaj phulo ki parchhaiyaa 

shokh kaliyo ne chhedi hain shahnaaiyaa 

khil uthi aaj phulo ki parchhaiyaa 

shokh kaliyo ne chhedi hain shahnaaiyaa 

mere chehare pe nur aa gaya 

dhadkano pe surur chha gaya, surur chha gaya 

jaane kaisi o jaane kaisi adaa ye bahaar ki 

jisme khushbu basi hain mere yaar ki 

jisme khushbu basi hain mere yaar ki 

ek chitthi  mili mujhe pyaar ki 

jisme khushbu basi hain mere yaar ki 

jisme khushbu basi hain mere yaar ki 

meri chahat ki duniya ko mahka diya 

is mohabbat ke paigaam ko shukriyaa 

meri chahat ki duniya ko mahka diya 

is mohabbat ke paigaam ko shukriya

kya sama hoga jab wo aayenge 

soye dil ke armaa jagayenge, armaa jagayenge

pal do pal ki o pal do pal ki ghadi intejaar ki 

jisme khushbu basi hain mere yaar ki 

jisme khushbu basi hain mere yaar ki 

ek chitthi  mili mujhe pyaar ki 

jisme khushbu basi hain mere yaar ki 

jisme khushbu basi hain mere yaar ki 

hu hu o o aa hu 

ho la la ho la la

Explore this song