Roman script

ek chandan ki khusbu ek madhuban ki khusbu

sabse pyari sabse nyari tere yowan ki khusbu

ek pyara hai chanda ek pyara hai tara

sabse nirala tej hai tera tu sabse pyara

mai hi mai dikhta hu tujhme tan tera darpan

mera apna kuch bhi nahi hai sab tujhko arpan

teri sanso me janmo ke bandhan ki khusbu

ek pyara hai chanda ek pyara hai tara

sabse nirala tej hai tera tu sabse pyara

ek chandan ki khusbu ek madhuban ki khusbu

sabse pyari sabse nyari tere yowan ki khusbu

Explore this song