Roman script

ek bosa hamne maanga, ek bosa hamne maanga 
raahe maula waah ji 
ek bosa hamne maanga, raahe maula waah ji
fute muh se ye na bole, fute muh se ye na bole 
lete jaana shah ji  
ek bosa hamne maanga ha
ek bosa hamne maanga
pahle tumne kiya hamse waada
fir badal baithe apana iraada 
pahle tumne kiya hamse
pahle tumne kiya hamse waada
waada waada waada
dur se phul humne dikhaaya 
tumane sharmake, tumane sharmake chehra chhupaaya 
is ada pe na mar jaaye koi, koi 
is ada pe na mar jaaye koi, koi
koi jaan se na gujar jaaye koi 
koi jaan se na gujar jaaye koi 
milte kab hain mere jaise chhaila 
chum leti, chuma leti agar hoti laila 
chum leti agar hoti laila, laila 
chum leti agar hoti laila
o tumse mile tamasha bane, koi mehfil me waah ji 
ha ek bosa hamne maanga ha ha 
ek bosa hamne maanga 
jamaane me jo log hain ishq waale 
ha jamaane me jo log hain ishq waale 
hain andaaz unke jahaa se niraale 
tadap kar hi chaahe gujaari ho raaten 
magar sabse kahten nahi dil ki baate
magar sabse kahten nahi dil ki baate 
magar sabse kahten nahi dil ki baate 
to mehfil me kahiye, to mehfil me kahiye 
na mele me kahiye 
na mehfil me kahiye, na mele me kahiye 
ye parde ki baate akele me kahiye 
ye parde ki baate akele me kahiye 
samjho jara ishara mera, jo hai milane ki chaah ji 
ek bosa ha hamne maanga hai 
ek bosa hamne maanga 
julf waalo ki ho galiyo ke fere
ha julf waalo ki ho galiyo ke fere ho
lut na jaana o ujaale andhere 
ha ishqbaaji to hain kaam apana 
ishqbaaji to ho hain kaam apana ho 
tum kaha fans gaye yaar mere 
ha bachaana ye hoy, chadhati jawaani hoy 
yu na hoke hoy, utar jaaye paani hoy 
ishq ka khel sasta nahi 
ho tum se bachcho ke, bas ka nahi hain
tum se bachcho ke, bas ka nahi hain
tum se bachcho ke, bas ka nahi hain
are do do nazar mili hain, magar nahi kuchh dekha waah ji 
ek bosa humne maanga, ek bosa humne maanga 
raahe maula waah ji 
fute muh se ye na bole, fute muh se ye na bole  
lete jaana shah ji 
ek bosa ha humne maanga ha
ek bosa humne maanga

Song details

singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle