Roman script

ek bhuli yad ne fir dil mera tadpa diya
ek bhuli yad ne fir dil mera tadpa diya
mujhko mere khubsurat khwab se choka diya
ek bhuli yad ne fir dil mera tadpa diya ek bhuli yad ne 
jakhme dil taja hua  or phul nastar ban gaye 

gum ka paimana kisi ne aaj fir chalka diya
ek bhuli yad ne fir dil mera tadpa diya ek bhuli yad ne 
pa liya tha maine dil ki bekarari me suku

waqt ne fir mujhko gum ka aayina dikhla diya
ek bhuli yad ne fir dil mera tadpa diya ek bhuli yad ne 
dhundh li thi maine manjil  gum ki rahe bhul kar

jindagi ne fir purani rah par pahucha diya
ek bhuli yad ne fir dil mera tadpa diya
mujhko mere khubsurat khwab se choka diya
ek bhuli yad ne fir dil mera tadpa diya ek bhuli yad ne

Song details

Song video

Watch on YouTube