Roman script

ek baat sunati hun kisi se na kahna 
kahte sharmati hun kisi se na kahna 
ek baat sunati hun kisi se na kahna 
tum samne aate ho sil me yu yu hota hai 
tum dur chale jate ho dil dhadak dhadak rota hai 
aur mai ghabrati hun kisi na kahna 
ek baat sunati hun kisi se na kahna 
meri baaton ki nadiyan aur din ka chain gya 
mujhe saf saf batladon is rog ka nam hai kya 
tumhe kasam dilati hun kisi se na kahna 
ek baat sunati hun kisi se na kahna 
ye pyra to nhi hota jo sar ko hilate hai 
ye pyra to nhi hota jo sar ko hilate hai 
duniya ke nigahon me deewana bnate hai 
lo nabsa dikhati hun kisi se na kahna 
ek baat sunati hun kisi se na kahna

Song details