Roman script

ek bat meri manoge sanam

itna na mujhe tum pyar karo

ek bat meri manoge sanam

duniya na mujhe badnam kare 

duniya na mujhe badnam kare 

bas itna karam din rat karo

ek bat meri manoge sanam

itna na mujhe tum pyar karo

ek bat meri manoge sanam

bhule fija gam yaha rakh do kadam

aa jaye bahare hanske sanam

bhule fija gam yaha rakh do kadam

aa jaye bahare hanske sanam

aa jaye bahare hanske sanam

tum chaho jise guljar karo

tum chaho jise guljar karo

ek bat meri manoge sanam

itna na mujhe tum pyar karo

ek bat meri manoge sanam

ek pal bhi mile na chain mujhe

tadpaye tumhare nain mujhe

ek pal bhi mile na chain mujhe

tadpaye tumhare nain mujhe

tadpaye tumhare nain mujhe

dil bhar ke sitamgar aankho par

tum aise sitam sau bar karo

ek bat meri manoge sanam

itna na mujhe tum pyar karo

ek bat meri manoge sanam

Explore this song