Roman script

ek baat batau batao, tere pas mai aau aa jao
ek baat batau batao, tere pas mai aau aa jao 
jab se tujhko dekha, teri yado me kho gaya
dil tera diwana ho gaya, dil tera diwana ho gaya 
ek batau batao, tere pas mai aau aa jao 
jab se tujhko dekha, teri yado me kho gayi
mujhe tujhse mohabbat ho gayi
mujhe tujhse mohabbat ho gayi 
kya dard hai, kya pyas hai, chahat ka ye ehsas hai  
kya dard hai, kya pyas hai, chahat ka ye ehsas hai  
dhadkan meri betab hai, kitana hansi ye khawab hai
mosam milan ka mahakne laga, chahat ka aalam bahakne laga  
duniya ko bhula baithi, teri baho me so gayi  
mujhe tujhse mohabbat ho gayi
mujhe tujhse mohabbat ho gayi
jime hai kya kaise kahu, ab dur mai kaise rahu 
jime hai kya kaise kahu, ab dur mai kaise rahu 
kaisi hai ye majburiya, aake mita ye duriya 
tanhaiyo se jo ghabara gaye, ek dusare ke karib aa gaye 
sawan tere hotho ka, mere lab ko bhigo gaya
dil tera diwana ho gaya, dil tera diwana ho gaya
ek baat batau batao, tere pas mai aau aa jao 
jab se tujhko dekha, teri yado me kho gayi
mujhe tujhse mohabbat ho gayi
mujhe tujhse mohabbat ho gayi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kumar Sanu, Sadhana Sargam

actor: Jackie Shroff, Manisha Koirala