Roman script

ek baat batane aayi hu ek baat batane aayi hu
tujhe dil ki sunane aayi hu ek chora dekha aisa 
jiska seena parvat jaisa sach sach kah du lagta hai 
wo bilkul tere jaisa kya mere jaisa naam to bata
are nahi batati ja ja 
ek baat batane aayi hu tujhe dil ki sunane aayi hu
dekhega tu jab usko jal jal ke mar jayega o
jal jal ke mar jayega neend teri ud jayegi aur 
chain tera lut jayega o chain tera lut jayega 
bate karta hai vo badiya bate karta hai vo badiya
jaise chalti hai phuljadiya mitha mitha dard hai jaga 
jab se ankhiya ladiya acha to ye baat hai mujhse bhi milva
are nahi nahi milwati ja ja ja 
ek baat batane aayi hu ha tujhe dil ki sunane aayi hu
kal jab milne ayega saj dhaj ke mai jaungi o
saj dhaj ke mai jaungi apne armano ki mala 
mai use pahnaungi mai use pahnaungi 
hum to milenge dono aise bhawara kali se milta jaise
milke kabhi na bichdenge hum dono milenge aise

Song details

Song video

Watch on YouTube