Roman script

ek baae milke jaye nahi dil se kya pyari surat hai dekh jara dekh 

kaise pasad na aayegi re tujhko wo mohani murt hai ek se ek 

koi baila koi chammpa koi tara koi chanda

ho koi tara koi chanda main kya jaanu raam ka gorakh dhandha 

main kya jaanu raam ka gorakh 

dhandha ek baar milke jaye nahi dil se 

kya pyari surt dekh jara dekh  kaise pasad na aayegi re tujhko 

wo mohani murt hai ek se ek 

ye ras ki ghagri ye chhalki puyali 

ye band botal sharab ki inko piyenge nasibo wale 

kahti hu jhuth kya o papa ji tusi sach kahnde ho soniye 

ho nahiyo jaani nahiyo bujhi nahiyo samjhi ye banda 

nahiyo samjhi ye banda main ki jaana raam ka gorkh dhandha

main kya jaanu raam ka gorakh 

dhandha ek baar milke jaye nahi dil se 

kya pyari surt dekh jara dekh  kaise pasad na aayegi re tujhko 

wo mohani murt hai ek se ek 

sundar see ladki dekhi jo aisee duniya chhuda de iski lagi 

ek din mujhe bhi duniya ke aage tu i love you kah de kabhi 

sundar see ladki dekhi jo aisee duniya chhuda de iski lagi 

ek din mujhe bhi duniya ke aage tu i love you kah de kabhi 

nahi boli nahi boli jaane tu hai 

kaisa banda ho jaane tu hai kaisa banda 

main kya jaanu raam ka gorakh 

dhandha main kya jaanu raam ka gorakh dhandha  

ek baae milke jaye nahi dil se kya pyari surat hai dekh jara dekh 

kaise pasad na aayegi re tujhko wo mohani murt hai ek se ek 

karti ho chhi chhi kaisee ye baate tujhko sharm laaj kuch bhi nahi 

main to abhi se hun paani paani kya ho jo kuch ho jaye kabhi 

karti ho chhi chhi kaisee ye baate tujhko sharm laaj kuch bhi nahi 

main to abhi se hun paani paani kya ho jo kuch ho jaye kabhi

goli maaro nahi banda main hu seedha sadha main hu banda

seedha sadha main hu banda ye kya jaane raam ka gorakh dhandha

main kya jaanu raam ka gorakh 

dhandha main kya jaanu raam ka gorakh dhandha

Explore this song