Roman script

ek baar milade yaar rabba tai ki sochiya

mera bichhad gaya dildar o rabba tai ki sochiya

ho tai ki sochiya tai ki sochiya

ek baar milade yaar o rabba tai ki sochiya

rabba rabba rabba rabba rabba mere rabba

tu jo nahi hai paas mere to naina mere rote hai

dard se mere anjane ye duniya wale sote hai

jinki khatir tadpu mai wo jaan hamari hote hai

bojhil kandhe chahat ke phir kaisa gam ye dhote hai

ab jina hai dushwar

ho ab jina hai dushwar ho rabba tai ki sochiya

mera bichhad gaya dildar o rabba tai ki sochiya

ho tai ki sochiya tai ki sochiya

jina mera bin sajni ke ab ik pal bhi mushkil hai

lagne laga hai kaise meri nas nas me wo shamil hai

daud rahi hai sath lahu ke phir bhi na mujhko hasil hai

aaj ye jana tanhayi bhi hoti kitni katil hai

kahi mujhko na de maar ho kahi mujhko na de maar 

ho rabba tai ki sochiya

mera bichhad gaya dildar o rabba tai ki sochiya

ho tai ki sochiya tai ki sochiya

ek baar milade yaar rabba tai ki sochiya

mera bichhad gaya dildar o rabba tai ki sochiya

ho tai ki sochiya tai ki sochiya

rabba rabba rabba rabba rabba mere rabba

rabba rabba rabba rabba rabba mere rabba

rabba rabba rabba rabba rabba mere rabba

rabba rabba rabba rabba rabba mere rabba

Explore this song