Roman script

ek bar kah do tumko kasam hai 

ye chehra kyu utraa kyu aankh nam hai

kya gham hai tumko kuch to batao 

meri jaan 

ek bar kah do tumko kasam hai 

ye chehra kyu utraa kyu aankh nam hai

kya gham hai tumko kuch to batao 

meri jaan 

ek bar kah do tumko kasam hai 

ye pal ye lamhe hans ke gujare

aa jao milke sapne sanware

de do mujhe tum hatho mein hath

main chahati hun tumhara hi sath 

jo ho gaya hai use bhul jao 

chup rah ke aise dil na jalao 

kya gham hai tumko kuch to batao 

meri jaan 

ek bar kah do tumko kasam hai 

de do mujhe tum kuch to ishara

ye haal aakhir kyu hain tumhara 

tumse bandhi hai is dil ki aas

kaise main dekhu tumhe yun udas

mujhse to kuch bhi tum na chhupao

betaab dil hai baahon mein aao 

kya gham hai tumko kuch to batao 

meri jaan 

ek bar kah do tumko kasam hai 

ye chehra kyu utraa kyu aankh nam hai

kya gham hai tumko kuch to batao 

meri jaan 

ek bar kah do tumko kasam hai

Explore this song