Roman script

ek baar dekha to, kho gaya karar 

do baar dekha to, aankhe hui chaar 

baar bar dekha to hansi 

hansi to ladki fansi 

ha aa ha aa ha aa 

ek baar dekha to, kho gaya karar 

do baar dekha to, aankhe hui chaar 

baar bar dekha to hansa

hansa to ladka fansa 

ha aa ha aa ha aa 

hontho ne rishvat di, aankho ne davat di 

baho ne tujhko bulaya, ha ha ha 

kasturi laai hain, hirni khud aai hain 

kyun na nishana lagaya, ha ha 

sanyam ko chodo tum, rashmo ko tode ham 

kar le tamnna ye puri 

arman khil jaye, do pran mil jaye 

mit jaye jismo ki duri 

ha aa ha aa ha aa 

ek baar dekha to, kho gaya karar 

do baar dekha to, aankhe hui chaar 

baar bar dekha to hansi 

hansi to ladki fansi 

ha aa ha aa ha aa 

ha duniya se uaba hain, tujhme hi duba hain 

chahat bhara dil hamara, ha ha ha 

chhu ke javani ko, alladh mastani ko 

pani bana hain angara, ha ha 

tan sara bhiga hain, man fir bhi pyasa hain 

ye pyar ki pyas kaisi 

chahe bujhao tum, chahe dabao tum 

ye aag vaisi ki vaisi 

ha aa ha aa ha aa 

ek baar dekha to, kho gaya karar 

do baar dekha to, aankhe hui chaar 

baar bar dekha to hansi 

hansi to ladki fansi 

ha aa ha aa ha aa

Explore this song