Roman script

eid ke roz dushman bhi, gale lag jaate hain

dushmani kitni bhi ho, sab eid pe bhul jaate hai

mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubaarak

mubarak eid mubark, hai sabko eid mubaarak

hai jashan waala din ye, hai jashan waali raat

yaaro ki ho rahi hai, yaaro se mulakat

mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubaarak

mubaarak eid mubaarak, hai sabko eid mubaarak

rehmate bazam main hai jalwa numa

aaj maujud hai mehfil main khuda

aaj maujud hai mehfil main khuda

har taraf raunake hai rehmat hai

jaane kiski hui maqbool dua, jaane kiski hui maqbool dua

raho khamosh par lekin zamaane ko sunaayi do

todo nafrat ki zanjire mohabbat ko rihaayi do

jaha bhi jo mile usko gale milkar badhaayi do

mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubaarak

mubaarak eid mubaarak, hai sabko eid mubaarak 

mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubaarak

mubaarak eid mubaarak, hai sabko eid mubaarak 

baat agar deed ki hai isse badhkar deed kya hogi

humari eid se badhkar, kisi ki eid kya hogi

mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubarak

mubaarak eid mubaarak, hai sabko eid mubaarak

hai jashan waala din ye, hai jashan waali raat

hai jashan waala din ye, hai jashan waali raat

yaaro ki ho rahi hai, yaaro se mulakat

mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubaarak

mubaarak eid mubaarak, hai sabko eid mubaarak 

mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubaarak

mubaarak eid mubaarak, hai sabko eid mubaarak 

mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubaarak

mubaarak eid mubaarak, hai sabko eid mubaarak 

mubaarak eid mubaarak, hai jashne eid mubaarak

mubaarak eid mubaarak, hai sabko eid mubaarak

Explore this song