Roman script

rat din pyar bin mera dil na rota

rat din pyar bin mera dil na rota

eh kash aisa hota main paida na hota

eh kash aisa hota main paida na hota

eh kash aisa hota main paida na hota

suna suna khali khali mujhko laga ghar apna

kal rat ko jag utha main dekha maine sapana

aangan me ek pinjara pinjare me ek tota

eh kash aisa hota main paida na hota

eh kash aisa hota main paida na hota

upar se main tuta nahi hu, andar se mai kat gaya hu

un dono me aadha aadha, lagta hai main bat gaya hu

ma bap ka ek mai beta hu iklota

eh kash aisa hota main paida na hota

eh kash aisa hota main paida na hota

hona hi tha mujhko to thi meri ma bhi wo thi

main hansata to wo hansati, mai rota to wo roti

main uski loriya sunke chain se sota

eh kash aisa hota main paida na hota

rat din pyar bin mera dil yu na rota

eh kash aisa hota main paida na hota

eh kash aisa hota main paida na hota

Explore this song