Roman script

dushman hu dushmano ka mai yaro ka yaar hu

hai pyar agar zulm to mai gunehgar hu

nafrat me pal ke pyar ke sanche me dhala hu

bedard aandhiyo me diya ban ke jala hu

dharti se uad ke chhu le gagan ho wo bar hu 

dushman hu dushmano ka mai yaro ka yaar hu

dekha abhi karib se tumne mujhe kaha

dekha abhi karib se tumne mujhe kaha

mere to kai rup kai rang hai yaha

badle hajar rang jo mai wo bahar hu

dushman hu dushmano ka mai yaro ka yaar hu

hai pyar agar zulm to mai gunehgar hu

dushman hu dushmano ka mai yaro ka yaar hu

Explore this song