Roman script

durga mata durga mata o sukh data

durga mata o sukh data

vinti suno hamar

vinti suno hamar

durga mata durga mata o sukh data

shakti di aur gyan diya hai

shakti di aur gyan diya hai

aaj aur kal ka man diya hai

vijay ka bhi vardan diya hai

tumhi ho rakhan har vinti suno hamar

vijay ka bhi vardan diya hai

tumhi ho rakhan har vinti suno hamar

durga mata durga mata o sukh data

padchinh jaise ghaav dil par 

putar ke jivan par daya kar 

tujh bin aas lagau kis par

bairi kul sansar 

bairi kul sansar 

padchinh jaise ghaav dil par 

putar ke jivan par daya kar 

tujh bin aas lagau kis par

bairi kul sansar 

bairi kul sansar 

durga mata durga mata o sukh data

jadu nagri ne sukh chhinaa

dil toda jata hai seena

chuk rahi man ki veena ulajh rahe hai tar

vinti suno hamar

jadu nagri ne sukh chhinaa

dil toda jata hai seena

chuk rahi man ki veena ulajh rahe hai tar

vinti suno hamar

durga mata durga mata o sukh data

durga mata durga mata o sukh data

Explore this song