Roman script

dur se tera diwana aaya hai ruk jana

ho aa sajan meri aakho mein tera hi apsana

dur se tera diwana aaya hai ruk jana

ho aa sajan meri aakho mein tera hi apsana

malum hai kah rha kya dil na na

sajniya chal kahi le chal kaha kaha

are malum hai kah rha kya dil

are na na sajniya chal kahi le chal

aji kaha kaha pyar ke mastane

jab chal pade diwane manjil kaha ye kon jane

sath hi rah lo saiya rasta anjana

dur se tera diwana aaya hai ruk jana

ho aa sajan meri aakho mein tera hi apsana

jab hamko chu liya tumne ho ho

sunte ho kya kiya tumne aji kaho kaho

jab hamko chu liya tumne ho ho

sunte ho kya kiya tumne aji kaho kaho

yun lge hai milke tan man me halke halke

jaise tera khumar chhalke

hath jo lagega to chhalkega pemana

ho aa sajan meri aankho me tera hi apsana

dur se tera diwana aaya hai ruk jana

ab to hai hal ye jaane ha ha

bin tere me kahi ka nhi are hai hai

entjar karke tumne to pyar karke

mara hai bekrar karke, main tumhe bahlaugi

tum mujko bahlana

dur se tera diwana aaya hai ruk jana

ho aa sajan meri aakho me tera hi apsana

dur se tera diwana aaya hai ruk jana

ho aa sajan meri aakho me tera hi apsana

Explore this song