Roman script

dur se ek pardesi aaya

dur se ek pardesi aaya

puchho kya kya laya

puchho kya kya laya

dur se ek pardesi aaya

dur se ek pardesi aaya

puchho kya kya laya

puchho kya kya laya

aasu laya aahe laya

ujadi hui nigaahe laya

aasu laya aahe laya

ujadi hui nigaahe laya

bikti hain aashaye le lo

tute dil ki duaaye le lo

le lo koi do roti hui 

aankhe lekar aaya

dur se ek pardesi aaya

dur se ek pardesi aaya

puchho kya kya laya

puchho kya kya laya

ye jhumar virhaa ki kahani

ye kangan barbaad jawani

ye jhumar virhaa ki kahani

ye kangan barbaad jawani

ye jhumke ashqo ki ghadiya

ye gajre aaho ki ladiya

o dilwaalo koi dil ke 

tukde lekar aaya

dur se ek pardesi aaya

dur se ek pardesi aaya

puchho kya kya laya

puchho kya kya laya

dur se ek pardesi aaya

dur se ek pardesi aaya

puchho kya kya laya

puchho kya kya laya

Explore this song