Roman script
dur hoti ja rahi hai kalpna pas aati ja rahi hai zindagi pas aati ja rahi hai zindagi dur hoti ja rahi hai kalpna pas aati ja rahi hai zindagi pas aati ja rahi hai zindagi chand to aakash me hain tere paas sapne ke mrig jaal me hain gherta uth raha tufan sagar me yaha dagmagati ja rahi hai zindagi pas aati ja rahi hai zindagi aaj aasha thi nahi vishwas bhi aaj dharti thi nahi aakash bhi chhedte sangeet navnirman ka gungunaati ja rahi hai zindagi pas aati ja rahi hai zindagi
Song details
- Singer: Usha Mangeshkar
- Film / album: Samasya (1976)
- Composer: Bhaskar Chandavarkar
- Lyricist: Virendra Mishra
- Actor: Madhu Chanda
- Actor: Pawan Dutt
- Actor: Sajjan
- Actor: Anjali Devi