Roman script

n aankhon aankhon ne, ik baat batai hai

tere ishq mein unlimited, si shohrat paai hai

tu jab se life mein aayi hai, tu jab se life mein aayi haiii

mere status ne pal pal, jo dhoom machaai hai

mere insta pe millions, ki likes bhi aayi hai

tu jab se life mein aayi hai, tu jab se life mein aayi hai

duniya, duniya, duniya, duniyaaa

tu ban gayi hai meri duniya

satrang nazaro ki duniyaaa

ye tera hi toh hai karam, hai karam duniyaaa

rangee baharo ki duniyaa oooo

chanda sitaro ki duniyaa

ye sach hai ya koi bharam, koi bharam

aala, aala, aala

aaladil kholo zara toh, kuch bolo zara toh

yu chup na baitho tumko meri kasam

paas aao zara toh, muskurao zara toh,

roko na khud ko ab badhne do kadam

do do kadammm do do kadammm

ye ghadi hai jaadu si, badi duaa se aayi hai

mere jeevan me khushiyo, ki lehar si laayi hai

tu jab se life mein aayi hai, tu jab se life mein aayi hai

duniya, duniya, duniya, duniyaa

tu ban gayi hai meri duniyaa

satrang nazaro ki duniyaaa

tera hi toh hai ye karam, yehh karammm, duniya

rangi baharo ki duniya aah

chanda sitaaro ki duniyaa

ye sach hai ya koi bharam, koi bharam

aala, aala, aala

Explore this song