Roman script

duniya se shikayat kaun kare 

duniya se shikayat kaun kare 

arman bhara dil tut gaye 

ye kaun aaya chupke chupke 

khushiyo ke chaman ko lut gaya 

duniya se shikayat kaun kare 

ye kaisi bahare hain dil me 

ye kaisi bahare hain dil me 

aasha ke kamal murjhane lage 

aasha ke kamal murjhane lage 

wo daman bhi kya daman hain 

wo daman bhi kya daman hain 

jo haath me aakar chhut gaya 

duniya se shikayat kaun kare 

jalti hain chita jo dil me tere 

aaho se laga ashqo se bujha 

aaho se laga ashqo se bujha 

jal jal ke mohabbat kahati hain 

jal jal ke mohabbat kahati hain 

dil tut gaya dil tut gaya dil tut gaya 

dil tut gaya 

hay ruth gaya

Explore this song