Roman script

duniya se begani kahte hai diwani

pyar me tere o ranjhna

apne sawalo me, tere hi khayalo me

dubi hu main yu mere saajna

barish ki bunde bhi, mathe ki bindiya bhi

kaano ke jhumke bhi, baalo ka gajra bhi

karte hai jiya bekarar ve

ab aaja hota na intzaar rasiya

ab kar na, kar na yu bekarar rasiya

o mere pyar rasiya

o mere pyar rasiya

duniya se begani kahte hai diwani

pyar me tere o ranjhna

apne sawalo me, tere hi khayalo me

dubi hu main yu mere saajna

barish ki bunde bhi, mathe ki bindiya bhi

kaano ke jhumke bhi, baalo ka gajra bhi

karte hai jiya bekarar ve

ab aaja hota na intzaar rasiya

ab kar na, kar na yu bekarar rasiya

o mere pyar rasiya

o mere pyar rasiya

saanso ki chalti hai ab yu rawani

naam leke tera

kahti hu duniya se hu main begani

sara jahan tu mera

aankho ka kajal bhi, hontho ki laali bhi

kangana ki khan khan bhi

chudi ki chhan chhan bhi

karte hai jiya karar ve

ab aaja hota na intzaar rasiya

ab kar na, kar na yu bekarar rasiya

o mere pyar rasiya

o mere pyar rasiya

khud se hi baate main karne lagi hu

khone laga hai jiya

yaado me teri main raate jagi hu

aaja tu ab to piya

barish ki bunde bhi, dil ki ye dhadkan bhi

payal ki chhan chhan bhi, aur bahka sawan bhi

karte hai jiya karar ve

ab aaja hota na intzaar rasiya

ab kar na, kar na yu bekarar rasiya

o mere pyar rasiya

o mere pyar rasiya

Explore this song