Roman script

duniya sata rahi thi taane bhi sah raha tha 

ik parkata kabootar pinjre mein kah raha tha 

daulat ke haatho khun bhi safed ho gaya 

daulat ke haatho khun bhi safed ho gaya 

sone ka pinjra dekh ke main qaid ho gaya 

kabootar qaid ho gaya 

sone ka pinjra dekh ke main qaid ho gaya 

kabootar qaid ho gaya 

laathi ke aasre pe wo khubde bhi tan gaye 

laathi ke aasre pe wo khubde bhi tan gaye 

haldi ki mil gayi pansaari ban gaye 

duniya ke har marj ki dawa apne pass hai 

khaanshi ki goli khate hi main vaidh ho gaya 

kabootar qaid ho gaya 

daulat ke haatho khun bhi safed ho gaya 

sone ka pinjra dekh ke main qaid ho gaya 

kabootar qaid ho gaya 

duniya ka rang khub badalta hai aajkal 

duniya ka rang khub badalta hai aajkal 

kuwaa bhi chaal hans ki chalta hai aajkal 

jata hai roz baith ke motor mein 

bhai ka sar to dhoop mein safed ho gaya 

kabootar qaid ho gaya 

daulat ke haatho khun bhi safed ho gaya 

sone ka pinjra dekh ke main qaid ho gaya 

kabootar qaid ho gaya 

ulta zamaana aa gaya bakri bhi sher hai 

ulta zamaana aa gaya bakri bhi sher hai 

kangaal hai amir ye kismat ka pher hai 

laakho ki zaaydaad to biwi ke naam hai 

duniya ko kadwa bol bhi ab shahad ho gaya 

kabootar qaid ho gaya 

daulat ke haatho khun bhi safed ho gaya 

sone ka pinjra dekh ke main qaid ho gaya 

kabootar qaid ho gaya

Explore this song