Roman script

duniya pagal hai ya phir main deewana

mujhko chahti hai zulfo me uljhana

duniya pagal hai ya phir main deewana

ye baahe jinko tum gale ka har samjhe ho 

gesu ki jinko tum mahkata pyar samjhe ho 

ye baahe jinko tum gale ka haar samjhe ho 

gesu ki jinko tum mahkata pyar samjhe ho 

har hai fanda, pyar hai khanjar

har hai fanda, pyar hai khanjar, tum ho nishana

jiyo mere shagird, thank you

duniya pagal hai ya phir main deewana

duniya pagal hai ya phir main deewana

aazadi hai to tum ho shehzade mere pyaaro

shaadi hui to samjho bhikari ban gaye yaaro

aazadi hai to tum ho shehzade mere pyaaro

shaadi hui to samjho bhikari ban gaye yaaro

jo hai akela, woh albela

jo hai akela, woh albela, uska zamaana

arre shaabash mere shagird, thank you

duniya pagal hai ya phir main deewana

duniya pagal hai ya phir main deewana

choodi jo chhanke to kaho talwaar chhanki hai

payal baje bhago ki yeh khatre ki ghanti hai

choodi jo chhanke to kaho talwaar chhanki hai

payal baje bhago ki yeh khatre ki ghanti hai

padne na paye, husn ka saaya

padne na paye, husn ka saaya, dekho bachaana

arre wah-wah mere shagird, thank you

duniya pagal hai ya phir main deewana

duniya pagal hai ya phir main deewana

mujhko chahti hai zulfo me uljhana

duniya pagal hai ya phir main deewana

ya phir main deewana

Explore this song