Roman script

duniya ne inko duniya me aane se hai roka 

kya jane ye duniya wale ye khushbu ka jhonka 

duniya ne inko duniya me aane se hai roka 

kya jane ye duniya wale ye khushbu ka jhonka 

inse hi to jiwan ki ye dhara bahti jaye 

khud ko mitaye jag ko saware ye abla kahlaaye 

ye dastur anokha ye dastur anokha

ye dastur anokha ye dastur anokha

kahe tu ghabraye jab sang tere hai banwari 

sankat har lenge tere sab krishna hai sankat hari 

krishna hai sankat hari krishna hai sankat hari 

tujhsa kon yaha balwan apni shakti ko pahchan 

tujhsa kon yaha balwan apni shakti ko pahchan 

tu hi durge tu hi kali tera roop salona 

tu hi durge tu hi kali tera roop salona tera roop salona 

man me rakhna tu vishwas kabhi na tute teri aas 

manzil hogi tere pass apna karam hai apne sath 

teri haar me jeet hai teri jeet me haar 

teri haar me jeet hai teri jeet me haar 

kare karave krishn murar krishn ki lila ye sansar 

kare karave krishn murar krishn ki lila ye sansar 

rakshak hai bhakto ka rakshak hai bhakto ka 

hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare 

hare rama hare rama rama rama hare hare 

jiwan bhar putri patni mata ka farz nibhaye 

mata ka farz nibhaye fir bhi daman me 

iske ansu hi ansu aaye ansu hi ansu aaye 

jiwan bhar putri patni mata ka farz nibhaye 

fir bhi daman me iske ansu hi ansu aaye 

kadam kadam par bhed bhaav sadiyo se hota aaya 

sadiyo se hota aaya chhin ke hak duniya ne 

isko jite ji hai jalaya jite ji hai jalaya 

aasmaa ka tej uthega tufaan ansuo ka 

aasmaa ka tej uthega tufaan ansuo ka 

teri shakti anokhi niyari teri bhakti anokhi 

teri shakti anokhi niyari teri bhakti anokhi 

tera tyaag anokha ye dastur anokha ye dastur anokha 

ye dastur anokha ye dastur anokha 

ye dastur anokha ye dastur anokha 

ye dastur anokha ye dastur anokha 

piya ki lagan tere naam ki krishna 

govind bolo hari gopal bolo 

radha raman hari gopal bolo 

govind bolo bolo gopal bolo 

radha raman hari gopal bolo 

shri krishan chaitanya hare murari 

madhav krishan sri narayan bolo

govind bolo bolo gopal bolo 

radha raman hari gopal bolo 

govind bolo bolo gopal bolo 

radha raman hari gopal bolo 

sadiyo se ham bharat desh ko mata kahte aaye 

dharti ko bhi mata bole ganga maa kahlaye 

sadiyo se ham bharat desh ko mata kahte aaye 

dharti ko bhi mata bole ganga maa kahlaye 

jagat ki janani swyam hai nari 

pag pag thokar khaye pag pag thokar khaye 

sita aur siya ki parikha maine vidhata payi 

sach aur satya ko sabit karne nari ne balidan diya 

fir jakar duniya valo ne usko wo samman diya 

jo uska adhikar tha usko wo samman diya 

usko wo samman diya 

ye dastur anokha ye dastur anokha 

ye dastur anokha ye dastur anokha 

ye dastur anokha ye dastur anokha 

ye dastur anokha ye dastur anokha

Explore this song