Roman script

duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna

aaj mile ho kal bhi aana dekho na mujhe ab tadpana

jutha koi vada na karna

dekha jab tumko samne pal me kaha mai kho gayi

koi to bataye kya karu ladki diwani ho gayi

dekha jab tumko samne pal me kaha main kho gayi

koi to bataye kya karu ladki diwani ho gayi

mera hai mera sanam, tumko hai meri kasam

chori chori aahe na bharna

duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna

duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna

hotho pe tumhara naam hai aanko me tumhare khawab hai

dil me tumhara pyar hai armaan bade betaab hain

yaado me khone bhi do, baho me sone bhi do

jane jaha jag se na darna

duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna

duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna

aaj mile ho kal bhi aana dekho na mujhe ab tadpana

jutha koi vada na karna

duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna

duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna

Explore this song