Roman script

sari duniya mujhe kahti hai 
tera saudaai hai 
ab mera hosh mein aana 
teri ruswaai hai 
ab mera hosh mein aana 
teri ruswaai hai 
sari duniya mujhe kahti hai 
tera saudaai hai 
ab mera hosh mein aana 
teri ruswaai hai 
wo jara jara si baate 
mujhe yaad hai abhi tak
wo jara jara si baate 
mujhe yaad hai abhi tak 
yahi to baat hai pyar ki 
jo zindagi mein payi hai 
sari duniya mujhe kahti hai 
tera saudaai hai 
ab mera hosh mein aana 
teri ruswaai hai 
ab to aaja baa khuda 
koi pass nahi 
ab to aaja baa khuda 
koi pass nahi 
waqt tu hai teri yaad hai 
dil mein shabe tanhaai hai 
sari duniya mujhe kahti hai 
tera saudaai hai 
ab mera hosh mein aana 
teri ruswaai hai 
sari duniya mujhe kahti hai 
tera saudaai hai 
gair ki nazro se bachakar 
rakha hai tujhe majnu ki tarah
tab kahi jake tere dil 
mein jagha paai hai 
sari duniya mujhe kahti hai 
tera saudaai hai 
ab mera hosh mein aana 
teri ruswaai hai 
sari duniya mujhe kahti hai 
tera saudaai hai

Song details

Song video

Watch on YouTube