Roman script
duniya me kitna gham hai mera gham kitna kam hai duniya me kitna gham hai mera gham kitna kam hai logo ka gham dekha to mai apna gham bhul gayi duniya me kitna gham hai mera gham kitna kam hai duniya me kitna gham hai mera gham kitna kam hai logo ka gham dekha to mai apna gham bhul gayi duniya me kitna gham hai mera gham kitna kam hai koi ek hazaro me sayad hi khus hota koi kisi ko rota hai,koi kisi ko rota hai koi kisi ko rota hai,koi kisi ko rota hai har ghar me ye matam hai mera gham kitna kam hai duniya me kitna gham hai mera gham kitna kam hai iska rang rup nahi iska jivan kahte hai kabhi hasi aa jati hai kabhi ye aanshu bahte hai kabhi hasi aa jati hai kabhi ye aanshu bahte hai dukh sukh ka ye sangham hai, mera gham kitna kam hai duniya me kitna gham hai, mera gham kitna kam hai logo ka gham dekha to mai apna gham bhul gaya duniya me kitna gham hai, mera gham kitna kam hai
Song details
- Singer: Anuradha Paudwal
- Singer: Mohammed Aziz
- Film / album: Amrit (1986)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Rajesh Khanna
- Actor: Smita Patil
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Zarina Wahab
- Actor: Baby Guddo
- Actor: Shafi Inamdaar
- Actor: Satish Shah
- Actor: Shashi Puri
- Actor: Yunus Parvez
- Actor: Raja Duggal
- Actor: Mukri
- Actor: Pallavi Joshi
- Actor: Kamal Deep
- Actor: Bunty Behl
- Actor: Sujit Kumar
- Actor: Rajesh Puri
- Actor: Anita Kanwar
- Actor: Birbal
- Actor: Rishabh Shukla
- Actor: Ramesh Kumar
- Actor: Pradeep Saxena
- Actor: Arun
- Actor: Manmouji
Song video
singer: Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
actor: Rajesh Khanna, Smita Patil