Roman script

char dino ki khusiya hai char dino ke mele hai

main apni kya bat kru sare log akele hai

main apni kya bat kru sare log akele hai

kon kisi ka humdham hai mera gam kitna kam hai

duniya me kitna gam hai mera gam kitna kam hai

logo ka gam dekha to main apna gam bhul gaya

duniya me kitna gam hai mera gam kitna kam hai

apno ki begano ki prit badalti rahti hai 

is bairi rit zamane ki rit badalti rahti hai

is bairi rit zamane ki rit badalti rahti hai

ye duniya ek mausam hai mera gam kitna kam hai

duniya me kitna gham hai mera gam kitna kam hai

logo ka gam dekha to main apna gam bhul gaya

Explore this song