Roman script

duniya mein kitna gham hai

mera gham kitna kam hai

duniya mein kitna gham hai

mera gham kitna kam hai

logo ka gham dekha to mein

apna gham bhul gayi

duniya mein kitna gham hai

mera gham kitna kam hai

logo ka gham dekha to mein

apna gham bhul gaya

duniya mein kitna gham hai

mera gham kitna kam hai

koi ek hazaro mein

shayad hi khus hota hai

koi kisi ko rota hai

koi kisi ko rota hai

koi kisi ko rota hai

koi kisi ko rota hai

ghar ghar mein ye maatam hai

mera gham kitna kam hai

duniya mein kitna gham hai

mera gham kitna kam hai

iska hain rang roop yahin

isko jeevan kahete hai

kabhi hasi aa jati hai kabhi

ye aanso kahete hai

kabhi hasi aa jati hai kabhi

ye aanso kahete hai

dukh sukh ka ye sangam hai

mera gham kitna kam hai

duniya mein kitna gham hai

mera gham kitna kam hai

logo ka gham dekha to mein

apna gham bhul gaya

duniya mein kitna gham hai

mera gham kitna kam hai

Explore this song