Roman script
chhappan inchi le ke chhati dariya jaisa bahne ka
aune paune load na le saala wat me rahne ka
apne jigre me hai dam baaki saare paani kam
apni story ke hero hum hain bete kewal hum
duniya kya hai dhoka hai lahar se ladti nauka hai
magaj ko mamu baaju rakh naach matak ke mauka hai
duniya kya hai dhoka hai lahar se ladti nauka hai
magaj ko mamu baaju rakh naach matak ke mauka hai
babbaji ne kaha hai jowahi sahi hai re pakiya
chillam chilli kare hai kyun laga ke so ja do takiya
maza maza na maza ho kam hawa me ik din udna hai
dhuaan dhuaan hai dhuaan hain hum
kya leke aaya hai kya le ke jayega
duniya kya hai dhoka hai lahar se ladti nauka hai
magaj ko mamu baaju rakhnaach matak ke mauka hai
Explore this song